सोमवार, 20 अगस्त 2012

Ye aaine tu bada sitam dhata hai,
kabhi tu kisi ko diwana
to kabhi kisi ko begana banata hai,
ye aaine...........
Kabhi kai baitha tanha akela
kabhi koi baitha mahfil mai akela
kabhi koi baitha mahfil se akela
ye sab teri hi kartot hai
kyu tu sabko uski asliyat dikhata hai
ye aaine....

Kabhi tere diwano ki list mai
mera bhi ek nam tha
mera bhi swapn pana uncha mukam tha
jab hakikat ko kar diya hakikat hamne,
pa liya jab mukam ko
maine aaina dekhna chod diya
kyunki tu be bazah samay barbad karta hai
ye aaine.......
Tu ret se nikal kar ek aksh bana hai
or tere mai ek aksh dikha hai
kambakhat ye dekho bidambna
jisse tu bana hai usmai aaj tak kuch na tika hai
pawan bhi udha deti hai usko ek jhaunke mai
bo apne bare mai kuch nhi kahta hai
ye aaine..........
Jab tere chehre mai aksh apna dekha karta tha
to khud kanfue hota tha
ki ye mai hu ya ya teri maya hai
jab ho udas le tujhko pas
aanayas hi hans padta tha
ab tere bin suna suna rahta hai
ye aaine.........
Bikhar kar toot jata hai gar jhatka lage ek tujhko,
fir bhi na jane kitne gharo ki tutne na di ezzat tutne,
khud tuta kitni bar ,par kiino ko bachaya hai
yya aaine.....
Kisi ki ghar ki ezzat ,kisi ki gharo ki ezzat
apne sine mai dafan rakhta hai
ye aaine.........tu bada.....

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

अंतर्द्वंद

मेरी सोची हुई हर एक सम्भावना झूटी हो गई, उस पल मन में कई सारी बातें आई। पहली बात, जो मेरे मन में आई, मैंने उसे जाने दिया। शायद उसी वक्त मु...